Pages

Tuesday, February 23, 2010

मिर्ज़ा ग़ालिब

aaj woh gar pay maray ban k mehman aaya.
ishq ka lahar lia ban k woh toofan aaya.

pahal dil tha mara ik banjar-e wiran ki tarha.
woh joo aaya liyea sath gulistan aaya.

hum ko malum na tha aaisa bhi hojeay ga.
woh farishta tha magar, ban woh innsaan aaya.

haye bus itay kha k chall diay, ki woh AaDOO ka hain.
Kam padi muj ko zamin phir nazar khan asman aaya.

tara muhbat-e Akhair bhi yahee honay tha razi
band kar tu abb Ankhaay, dekh woh rizwan aaya.

0 comments: